Thursday, 31 December 2015
Monday, 28 December 2015
Tumhara Naam Likh Likh Kar Mitaana Bhool Jaata Hon
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEi0JD-eQfUfpK7AplDPKUfYCPvVwZ2Jjf0DJk51Kfeo_ciUk6WL3A8C3hD02oygM8AFwEVdivZ4p5L3UeG6Vu_1v3MR_-c_fx8OSufrs4kf2FzTY5v_AsPrQNuJn7R0QQSIwzQkMzlHnei7/s1600/Urdu-poetry+%25281%2529.jpg)
تمہیں جب یاد کرتا ہوں بھلانا بھول جاتا ہوں
بہت سی ایسی باتیں ہیں جو میرے دل میں رہتی ہیں
مگر جب تم سے ملتا ہوں سنانا بھول جاتا ہوں
تمھارے بعد اب ہر پل بڑی مشکل سے کٹتا ہے
میں اکثر تم کو خوابوں میں بتانا بھول جاتا ہوں
میں ہر شام کہتا ہوں کے تم کو بھول جائوں گا
مگر جب صبح ہوتی ہے تو بھلانا بھول جاتا ہوں
Sunday, 27 December 2015
Sarapa ishQ Hoon Main Ab Bikhar Jao'n To Behtar Hai
![]() |
Sarapa ishQ Hoon Main Ab Bikhar Jao'n To Behtar Hai |
Jidhar Jate Hain Ye Badal,Udhar Jaun To Behtar Hai,,
Ye Dil Kehta Hai Tere Shehr Mein Kuch Din,
Magr Halaat Kehte Hain Ghar Jaun To Behtar Hai,,
Yehan Hai Kon Mera Jo Mujhe Apna Bhi Samjhe Ga,
Main Koshish Kar K Ab Khud Bhi Sawar Jaun To Behtar Hai..
ﺳﺮﺍﭘﺎ ﻋﺸﻖ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺍﺏ ﺑﮑﮭﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
ﺟﺪﮬﺮ ﺟﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﯾﮧ ﺑﺎﺩﻝ ﺍﺩﮬﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
ﭨﮭﮩﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﯾﮧ ﺩﻝ ﮐﮩﺘﺎ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﺩﻥ
ﻣﮕﺮ ﺣﺎﻻﺕ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﮔﮭﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
ﺩﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻓﺮﻕ ﺁﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺗﻌﻠﻖ ﭨﻮﭦ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ
ﺟﻮ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺟﻮ ﺳﻨﺎ ﺍﺱ ﺳﮯ ﻣﮑﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
ﯾﮩﺎﮞ ﮨﮯ ﮐﻮﻥ ﻣﯿﺮﺍ ﺟﻮ ﻣﺠﮭﮯ ﺳﻤﺠﮭﮯ ﮔﺎ ﻓﺮﺍﺯ
ﻣﯿﮟ ﮐﻮﺷﺶ ﮐﺮ ﮐﮯ ﺍﺏ ﺧﻮﺩ ﮨﯽ ﺳﻨﻮﺭ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
احمد فراز
Sunday, 20 December 2015
Saturday, 19 December 2015
Friday, 18 December 2015
Sunday, 13 December 2015
Saturday, 12 December 2015
Friday, 11 December 2015
Thursday, 10 December 2015
Monday, 7 December 2015
Sunday, 6 December 2015
Allama Iqbal Urdu Poetry with English Translation
Ye Sehar Jo Kabhi Farda Hai Kabhi Hai Amroz
Nahin Maloom Ke Hoti Hai Kahan Se Paida
Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood
Hoti Hai Banda-e-Momin Ki Azan Se Paida
Whence it comes is only known to few:
The dark abode of being is shook by morn,
Which by Muslimʹs call to prayer is born.
Thursday, 3 December 2015
Wednesday, 2 December 2015
Bas Ik Meri Baat Nahi Thi Sab Ka Dard December Tha
Bass ik meri bat nahi thi, sab ka dard December tha,
Barf k shehar main rehny wala ik ik fard december tha.
Pichly saal k akhir mein bhi hairat main hum teeno thy,
Ik main tha, ik tanhai thi, ik bedard December tha.
Apni apni himmat thi Aur apni apni qismat thi,!!
Haath kisi k neely thy Aur peela zarrd December tha...
phoolon par tha saktta taari, khushboo sehmi sehmi thi,!!
khof zada tha gulshan saara, dehshat garrd December tha..
yeh jo Teri aankh mai paani, yeh jo Teri baat mai sardi,!!
itna hamen btaoo Tum, kiya Hamdard December tha??..
Bas ik meri baat nahi thi, Sab ka dard December tha,!!
barf k sheher mai rehny walaa, ik ik fardd December tha....
phoolon par tha saktta taari, khushboo sehmi sehmi thi,!!
khof zada tha gulshan saara, dehshat garrd December tha..
yeh jo Teri aankh mai paani, yeh jo Teri baat mai sardi,!!
itna hamen btaoo Tum, kiya Hamdard December tha??..
Bas ik meri baat nahi thi, Sab ka dard December tha,!!
barf k sheher mai rehny walaa, ik ik fardd December tha....
ﺑﺲ ﺍﮎ ﻣﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﯽ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺑﺮﻑ ﮐﮯ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﺍﮎ ﺍﮎ ﻓﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﭘﭽﮭﻠﮯ ﺳﺎﻝ ﮐﮯ ﺁﺧﺮ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺣﯿﺮﺕ ﻣﯿﮟ ﮨﻢ ﺗﯿﻨﻮﮞ ﺗﮭﮯ
ﺍﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮎ ﺑﮯﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮎ ﺑﮯﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﮨﻤﺖ ﺗﮭﯽ ﺍﻭﺭ ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﻗﺴﻤﺖ ﺗﮭﯽ
ﮬﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﻧﯿﻠﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﻼ ﺫﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﮬﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﻧﯿﻠﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﻼ ﺫﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﭘﮭﻮﻟﻮﮞ ﭘﺮ ﺗﮭﺎ ﺳﮑﺘﮧ ﻃﺎﺭﯼ ﺍﻭﺭ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﺳﮩﻤﯽ ﺳﮩﻤﯽ ﺗﮭﯽ
ﺧﻮﻓﺰﺩﮦ ﺗﮭﺎ ﮔﻠﺸﻦ ﺳﺎﺭﺍ ﺍﻭﺭ ﺩﮨﺸﺖ ﮔﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺧﻮﻓﺰﺩﮦ ﺗﮭﺎ ﮔﻠﺸﻦ ﺳﺎﺭﺍ ﺍﻭﺭ ﺩﮨﺸﺖ ﮔﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮫ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﻧﯽ ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻣﯿﮟ ﺳﺮﺩﯼ
ﺍﺗﻨﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅ ﺗﻢ ، ﮐﯿﺎ ﮨﻤﺪﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﺗﻨﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅ ﺗﻢ ، ﮐﯿﺎ ﮨﻤﺪﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
Tuesday, 1 December 2015
Wo Jo Aati Hai to Phir Loat K Jaati Hi Nahi
. وہ جو آتی ہے تو پھر لوٹ کے جاتی ہی نہیں . / . تم لپٹ جاؤ کبھی ایسی مصیبت کی طرح #UrduPoetry #urduadab #UrduShairi #اردوشاعری #شاعری #اردو— اردوشاعری (@urdu_poet) December 2, 2015