Wednesday, 25 November 2015

Hum Tera Hijr Manaany K Liye Niklay Hain

Hijr Urdu Poetry, Aag Urdu Poetry, Shehr Urdu Poetry
Hum Tera Hijr Manaany K Liye Niklay Hain,,


Shehr Mein Aag Lagany K Liye Niklay Hain..

Monday, 23 November 2015

Sirf Ik Baar Nigaahon Se Takallum Kar Ly

Nigaah Urdu Poetry, Kalaam Urdu Poetry, Sunaai Urdu Poetry
Sirf Ik Baar Nigaahon Se Takallum Kar Ly,,

Wo Agar Chup Bhi Raha, Mujhko Sunaai Dy Ga.

Sunday, 22 November 2015

Ghazal - Neendien Humari Chura Gaya Ik Shaksh


ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺁ ﮔﯿﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ

ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺁ ﮔﯿﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﮐﮧ ﭘﮭﺮ ﺍﮎ ﺳﺎﻝ
ﺗﯿﺮﯼ ﯾﺎﺩ ﮐﮯ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﻣﯿﮟ
ﺍﺗﺮ ﮐﺮ ﺟﺎﻧﮯ ﻭﺍﻻ ﮨﮯ
ﯾﮧ ﺩﻝ ﭘﮭﺮ ﺭﻭﻧﮯ ﻭﺍﻻ ﮨﮯ
ﺗﻤﮭﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﯾﺎﺩ ﮨﮯ ﺟﺎﻧﺎﮞ ؟

ﺍﺳﯽ ﭘﭽﮭﻠﮯ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﻣﯿﮟ
ﺗﻤﮩﯽ ﻧﮯ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻟﮑﮭﺎ ﺗﮭﺎ
ﮐﮧ ﻧﯿﺎ ﺟﻮ ﺳﺎﻝ ﺁﮮ ﮔﺎ
ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﻣﻞ ﮐﮯ ﺭﮨﻨﺎ ﮨﮯ
ﺑﮩﺖ ﺳﮯ ﭘﯿﺎﺭ ﮐﮯ ﻭﻋﺪﮮ
ﺑﮩﺖ ﺳﯽ ﺍﻥ ﮐﮩﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ
ﮨﻤﯿﮟ ﺗﺤﺮﯾﺮ ﮐﺮﻧﯽ ﮨﯿﮟ
ﻣﺤﺒﺖ ﮐﯽ ﻧﺌﯽ ﻧﻈﻤﯿﮟ ﮨﻤﯿﮟ ﺍﺱ ﺑﺎﺭ
ﻟﮑﮭﻨﯽ ﮨﯿﮟ
ﻣﮕﺮ ﺟﺎﻧﺎﮞ !
ﻭﮨﯽ ﺭﺍﺗﯿﮟ ، ﻭﮨﯽ ﺷﺎﻣﯿﮟ
ﻭﮨﯽ ﺧﻮﺷﺒﻮ ، ﻭﮨﯽ ﻧﻈﻤﯿﮟ
ﻣﺠﮭﮯ ﮨﺮ ﻭﻗﺖ ﮐﮩﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺩﺳﻤﺒﺮ ﻟﻮﭦ ﺁﯾﺎ ﮨﮯ
ﻣﮕﺮ
ﺗﺮﺍ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﯾﺎ ؟
ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺁ ﮔﯿﺎ ﺟﺎﻧﺎﮞ

Tumjhe Tanhaai Ki Whshat Se Bachaany K Liye

Naughty Urdu Poetry, Tanhai Urdu Poetry, Funny Urdu Poetry, Shararati Urdu Poetry
Tumjhe Tanhaai Ki Whshat Se Bachaany K Liye,,


Jo Bhi Aata Hai Usay Dil Mein Basa Leta Hun..


Kon Phir Tum Ko Saraahy Ga Hamari Manind

Aankhen Urdu Poetry, Urdu Poetry on Eyes, Love Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, Jaan Urdu Poetry
Kon Phir Tum Ko Saraahy Ga Hamari Manind,,

Kon Rakhta Hai Meri Jaan Hamari Aankhen..



کون پھر تم کو سراہے گا ہماری مانند

کون رکھتا ہے میری جان ہماری آنکھیں

Saturday, 21 November 2015

Tum Aik Dil Pe Arry Huay Ho

Love Urdu Poetry, Sadqy Tumhary Urdu Poetry, Dil Urdu Poetry
Tum Aik Dil Pe Arry Huay Ho,,

Aor Hum Hain K Sadqy Tumhary..


تم ایک دل پہ اڑے ہوئے ہو

اور ہم ہیں کہ صدقے تمہارے

Mumkin Hai Hamein Gaaon Bhi Pehchaan Na Paaye

Gaaon Urdu Poetry, Poor Urdu Poetry, Poverty Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Bachpan Urdu Poetry, Ghareeb Urdu Poetry, Poetry on Poverty in Pakistan
Mumkin Hai Hamein Gaaon Bhi Pehchaan Na Paaye,,

Bachpan Mein Hi Hum GHar Se Kamaany Nikal Aaye..



ممکن ہے ہمیں گا وں بھی پہچان نہ پائے

بچپن میں ہی ہم گھر سے کمانے نکل آئے

Thursday, 19 November 2015

Teri Rehmaton Pe Hai Munhasir, Mery Har Amal Ki Qabooliyat

Jumma Mubarak Urdu Poetry Wallpapers
Teri Rehmaton Pe Hai Munhasir, Mery Har Amal Ki Qabooliyat,,
.
/
.
Na Mujhe Saleeq e Ilteja, Na Mujhe Shaoor e Namaz Hai.. !!
.
#JummaMubarak #UrduPoetry

Wednesday, 18 November 2015

Khud Ko Jaana Judaa Zamaany Se - Jaun Elia

Khud Ko Jaana Judaa Zamaany Se - Jaun Elia
Khud Ko Jaana Judaa Zamaany Se,,
.
/
.
Aa Gya Tha Mery Gumaan Mein Kya..
.
#JaunElia #UrduPoetry #UrduShairi 

Mujhe Apna Banany Ka Sabhi Ne Khwab Dekha Hai

Mujhe Apna Banany Ka Sabhi Ne Khwab Dekha Hai
Mujhe Apna Banany Ka Sabhi Ne Khwab Dekha Hai,,
.
/
.
Tumhen Main Maan Jaon Ga, Kabhi Aisa Jo Kar Lo Gy..!!
.
#UrduPoetry #UrduLines #Urdu 

Tuesday, 17 November 2015

Main Udaas Hon Mujhy Dekh Ja

Main Udaas Hon Mujhy Dekh Ja
Meri Tishnagi Ka Khayaal Kar,,
.
/
.
Main Udaas Hon Mujhy Dekh Ja..
.
#UrduPoetry #UrduAdab #UrduShairi 

Insaan ko Thaka Deta Hai Sochon ka Safar Bhi

Insaan ko Thaka Deta Hai Sochon ka Safar Bhi


Kuch Jehd-e Musalsal Se Thakawat Nahi Laazim,,
.
/
.
Insaan ko Thaka Deta Hai Sochon ka Safar Bhi.!!

#UrduPoetry #UrduAdab #UrduShairi

Wednesday, 11 November 2015

Kisi Ne Dhool Kya Ankhon Mein Jhonki

Kisi Ne Dhool Kya Ankhon Mein Jhonki
Kisi Ne Dhool Kya Ankhon Mein Jhonki,,

Main Ab Pehle Se Behtar Dekhta Hun..

#UrduAdab #UrduPoetry #Urdu

Us Ne Chupkay Se Kaan Mein Bola

Us Ne Chupkay Se Kaan Mein Bola
Us Ne Chupkay Se Kaan Mein Bola,,


Teri Titli Udaas Hai Jugnuu.. :)
#UrduPoetry #Urdu #Shairi 

Tuesday, 10 November 2015

Romantic Urdu Poetry in Urdu Font



Presently, for significant others it could be one of the Best Urdu Poetry as we realize that they are regularly tragic and search for just a solitary individual in this mortal world. You may have encountered and would have seen how Romantic Poetry helps us confronting formlessness. I am certain this would be Best Urdu Poetry for you on the off chance that you have ever adored verse. I trust I would win your hearts companions.


Best Urdu Poetry is continually discovered and read down fulfillment and emotions. Verse is always capable and its heavenliness is yielded. Verse has phenomenal impact on the minds of the all inclusive community and its continuing effects are said to be the central interest. So far you have scrutinized one of the Best Urdu Poetry and up 'til now scanning for the best which is an open affirmation of interest. Urdu Best Poetry and SMS have been assembled here and this web diary is said to be a web living craftsman. Examined the going with verses now. 


وہ جو کیا کچھ نا کرنے والے تھے

 Wo Jo Kia Kuch Na Karny Waly By John Elia

وہ جو کیا کچھ نا کرنے والے تھے
بس کوئی دم نہ بھرنے واے تھے
تھے گلے اور گرد باد کی شام
اور ہم سب بکھرنے والے تھے
وہ جو آتا تو اس کی خوشبو میں
آج ہم رنگ بھرنے والے تھے
صرف افسوس ہے یہ طنز نہیں
تم نہ سنوارے ، سنوارنے والے تھے
یوں تو مرنا ہے اک بار مگر
ہم کئی بار مرنے والے تھے

جون ایلیا


------------------------------------------------------------------------------------------------------------


یار بھی راہ کی دیوار سمجھتے ہیں مجھے
میں سمجھتا تھا میرے یار سمجھتے ہیں مجھے

میں تو یوں چُپ ہوں کہ اندر سے بہت خالی ہوں
اور سب لوگ پُر اسرار سمجھتے ہیں مجھے

------------------------------------------------------------------------------------------------------------



یہ جو پتھروں میں چھپی ہوئی ہے شبیہ، یہ بھی کمال ہے
وہ جو آئینے میں ہمک رہا ہے وہ معجزہ بھی تو دیکھتے

جو ہوا کے رخ پہ کھلے ہوئے ہیں وہ بادباں تو نظر میں ہیں
وہ جو موج خوں سے الجھ رہا ہے وہ حوصلہ بھی تو دیکھتے

------------------------------------------------------------------------------------------------------------


WO TO KHUSHBU HAI HAWAON MEIN BIKHAR JAYEGA  BY PARVEEN SHAKIR
 WO TO KHUSHBU HAI HAWAON MEIN BIKHAR JAYEGA
MASALA PHUL KA HAI PHUL KIDHAR JAYEGA
HUM TO SAMAJHE THE KE EK ZAKHM HAI BHAR JAYEGA
KYA KHABAR THI KE RAG-E-JAN MEIN UTAR JAYEGA
WO HAWAON KE TARAH KHANABAJAN PHIRTA HAI
EK JHONKA HAI JO AAYEGA GUZAR JAYEGA
WO JAB AAYEGA TO PHIR US KE RAFAQAT KE LIYE
MAUSAM-E-GUL MERE AANGAN MEIN THAHAR JAYEGA
AAKHIRASH WO BHI KAHEEN RET PE BAITHI HOGI
TERA YE PYAR BHI DARIYA HAI UTAR JAYEGA




Monday, 9 November 2015

Waqt Pary To Ehl e Koofa Ban Jaaty Hain

Chikni Chapri Meethi Baten Karny Waaly,  Waqt Pary To Ehl e Koofa Ban Jaaty Hain..
Chikni Chapri Meethi Baten Karny Waaly,

Waqt Pary To Ehl e Koofa Ban Jaaty Hain..

Sunday, 8 November 2015

Mar Na Jaaye Thakan Se Tu Saahib

Mar Na Jaaye Thakan Se Tu Saahib
Mar Na Jaaye Thakan Se Tu Saahib,,

Sar Pe Maazi Uthaaye Phirta Hai..

Is Daur Ki Zulmat Mein, Har Qalb-e-Parishaan Ko

Allama Iqbal Urdu Poetry Pictures

Is Daur Ki Zulmat Mein, Har Qalb-e-Parishaan Ko,,


Wo Daag-e-Mohabbat De, Jo Chaand Ko Sharma De !!


<Translation>

( In the Darkness of this era, to every worrying heart; Grant that scar of Love, which shall make the Moon *blush*).

Saturday, 7 November 2015

Facebook Zehr Lag Rahi Hai Mujhe

Facebook Zehr Lag Rahi Hai Mujhe
Facebook Zehr Lag Rahi Hai Mujhe,,

Kha Gai Hai Tery Khayal Ka Waqt..

Friday, 6 November 2015

Hum Log Na Uljhay Hain Na Uljhen Gy Kisi Se

Hum Log Na Uljhay Hain Na Uljhen Gy Kisi Se
Hum Log Na Uljhay Hain Na Uljhen Gy Kisi Se,,


Hum Ko To Hamara Hi Grebaan Boht Hai..


ہم لوگ نہ الجھے ہیں،نہ الجھیں گے کسی سے

ہم کو تو ہمارا ہی ۔۔ گریبان بہت ہے

Ye Maamle Hain Nazuk, Jo Teri Raza Ho Tu Kar

Urdu Poetry of Allama Iqbal Pics
Ye Maamle Hain Nazuk, Jo Teri Raza Ho Tu Kar
Ke Mujhe To Khush Na Aya Ye Tareeq-e-Khanqahi

Your monastic cult is a strait and narrow path,
Which I like not, but your freedom I respect.

Thursday, 5 November 2015

Dil Ne Maani Nahi Meri Warna

Dil Ne Maani Nahi Meri Warna
Dil Ne Maani Nahi Meri Warna,,

Main Tujhe Bhoolny K Haq Mein Tha..

Aap Hi Goya Musafir Aap Hi Manzil Hoon Main

Allama Iqbal Poetry Photos
Dhoondta Phirta Hoon Iqbal Apnay Aap Ko,,

Aap Hi Goya Musafir Aap Hi Manzil Hoon Main..

Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood

Allama Iqbal Poetry with English Translation
Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood
Hoti Hai Banda-e-Momin Ki Azan Se Paida

The dark abode of being is shook by morn,
Which by Muslimʹs call to prayer is born.

Wednesday, 4 November 2015

Wo Tery Naseeb Ki Barishen

Wo Tere Naseeb Ki Barishen Kisi Aur Ki Chatt Par Baras Gain
Wo Tere Naseeb Ki Barishen Kisi Aur Ki Chatt Par Baras Gain, 

Dil-e-Be-khabar Meri Bat Sun Usy Bhool Ja Usy Bhool Ja..

وہ تیرے نصیب کی بارشیں،کسی اور چھت پہ برس گئیں

دل بے خبر میری بات سن،اسے بھول جا،اسے بھول جا

Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De

Best Poetry of Allama Iqbal

Zameer-E-Lala Mein Roshan Charagh-E-Arzoo Kar De,,
Chaman Ke Zarre Zarre Ko Shaheed-E-Justujoo Kar De..

Make the lamp of desire bright in the heart of the tulip!
Make every particle of the garden a martyr to search!

Tuesday, 3 November 2015

Watan Jab Yaad Aata Hai

Watan Jab Yaad Aata Hai
Watan Jab Yaad Aata Hai,,

Kamaai Zehr Lagti Hai..


وطن جب یاد آتا ہے

، کمائی زہر لگتی ہے

Dehr Mein Ism-e-Muhammad (S.A.W.) Se Ujala Kar De

Allama Iqbal Urdu Shairi Pictures
Quwwat-e-Ishq Se Har Past Ko Bala Kar De
Dehr Mein Ism-e-Muhammad (S.A.W.) Se Ujala Kar De

Raise you, through Love, all humble to greatness and to fame;
Enlighten you the groping world with dear Muhammad’s Name.

Auqabi Rooh Jab Baidar Hoti Hai Jawanon Mein

Allama Iqbal Urdu Shayari
Auqabi Rooh Jab Baidar Hoti Hai Jawanon Mein
Nazar Ati Hai Iss Ko Apni Manzil Asmanon Mein

When an eagle’s spirit awakens in youthful hearts,
It sees its luminous goal beyond the starry heavens.

Razm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin

Ho Halqa-e-Yaran To Baresham Ki Tarah Naram
Razm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin

A man whose faith is firm and strong is soft as silk in friendly throng:
In skirmish between wrong and right like sword of steel, he stands to fight!

Monday, 2 November 2015

Mujhe Mujhse Milati Ja Rahi Hai

Mujhe Mujhse Milati Ja Rahi Hai

مجھے مجھ سے ملاتی جا رہی ہے 

فقیری راس آتی جا رہی ہے

Mujhe Mujhse Milati Ja Rahi Hai,,

Faqeeri Raas Aati Ja Rahi Hai..

Sunday, 1 November 2015

Ye Jo Pathar Hai Aadmi Tha Kabhi

Ye Jo Pathar Hai Aadmi Tha Kabhi
Ye Jo Pathar Hai Aadmi Tha Kabhi,,
/
Is Ko Kehtay Hain Intizaar Miyaan..!!
.
#UrduPoetry #UrduAdab #Urdu #اردوشاعری #اردو

Aadat Mujhe Andheron Se Darny Ki Daal Kar

Aadat Mujhe Andheron Se Darny Ki Daal Kar
Aadat Mujhe Andheron Se Darny Ki Daal Kar,,
/
Aik Shakhs Meri Zindagi Ko Raat Kar Gya.. :(
.
#SadUrduPoetry #UrduAdab #UrduShairi 

Wo Hain K Jaany Ko Khary Hain

Wo Hain K Jaany Ko Khary Hain
Wo Hain K Jaany Ko Khary Hain,,
/
Dil Hai K Betha Jaa Rha Hai..

#SadUrduPoetry #UrduPoetry #UrduShairi