Thursday 31 December 2015

Hum Ne Is Saal Bhi Jeeny Ki Qasam Khai Hai

Naya Saal Mubarak Urdu Poetry, New Year Urdu Shayari Wallpapers
Tery Hijraa'n Sy Ta'alluq Ko Nibhaany K Liye,, 

Hum Ne Is Saal Bhi Jeeny Ki Qasam Khai Hai..!! .

  #HappyNewYear #2016

New Year Urdu Poetry Collection, Naya Saal Poetry, Happy New Year Urdu Poetry, Urdu Shayari New Year, New Year Urdu Poetry Images Pictures, Urdu Shairi on new year 2016

Monday 28 December 2015

Tumhara Naam Likh Likh Kar Mitaana Bhool Jaata Hon

تمھارا نام لکھ لکھ کر مٹانا بھول جاتا ہوں 
تمہیں جب یاد کرتا ہوں بھلانا بھول جاتا ہوں

بہت سی ایسی باتیں ہیں جو میرے دل میں رہتی ہیں
مگر جب تم سے ملتا ہوں سنانا بھول جاتا ہوں

تمھارے بعد اب ہر پل بڑی مشکل سے کٹتا ہے
میں اکثر تم کو خوابوں میں بتانا بھول جاتا ہوں

میں ہر شام کہتا ہوں کے تم کو بھول جائوں گا
مگر جب صبح ہوتی ہے تو بھلانا بھول جاتا ہوں

Sunday 27 December 2015

Sarapa ishQ Hoon Main Ab Bikhar Jao'n To Behtar Hai

Sarapa ishQ Hoon Main Ab Bikhar Jao'n To Behtar Hai
Sarapa ishQ Hoon Main Ab Bikhar Jao'n To Behtar Hai
Sarapa Ishq Hun main,Ab Bikhar Jaun To Behtar Hai,
Jidhar Jate Hain Ye Badal,Udhar Jaun To Behtar Hai,,

Ye Dil Kehta Hai Tere Shehr Mein Kuch Din,
Magr Halaat Kehte Hain Ghar Jaun To Behtar Hai,,

Yehan Hai Kon Mera Jo Mujhe Apna Bhi Samjhe Ga,
Main Koshish Kar K Ab Khud Bhi Sawar Jaun To Behtar Hai..

ﺳﺮﺍﭘﺎ ﻋﺸﻖ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺍﺏ ﺑﮑﮭﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ
ﺟﺪﮬﺮ ﺟﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﯾﮧ ﺑﺎﺩﻝ ﺍﺩﮬﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ

ﭨﮭﮩﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﯾﮧ ﺩﻝ ﮐﮩﺘﺎ ﮨﮯ ﺗﯿﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﺩﻥ
ﻣﮕﺮ ﺣﺎﻻﺕ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﮔﮭﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ

ﺩﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻓﺮﻕ ﺁﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﺗﻌﻠﻖ ﭨﻮﭦ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ
ﺟﻮ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺟﻮ ﺳﻨﺎ ﺍﺱ ﺳﮯ ﻣﮑﺮ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ

ﯾﮩﺎﮞ ﮨﮯ ﮐﻮﻥ ﻣﯿﺮﺍ ﺟﻮ ﻣﺠﮭﮯ ﺳﻤﺠﮭﮯ ﮔﺎ ﻓﺮﺍﺯ
ﻣﯿﮟ ﮐﻮﺷﺶ ﮐﺮ ﮐﮯ ﺍﺏ ﺧﻮﺩ ﮨﯽ ﺳﻨﻮﺭ ﺟﺎﺅﮞ ﺗﻮ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ

احمد فراز

Sunday 20 December 2015

Hadood e Zindagi Mein Jab Koi Mushkil Maqaam Aaya

Hadood e Zindagi Mein Jab Koi Mushkil Maqaam Aaya
Hadood e Zindagi Mein Jab Koi Mushkil Maqaam Aaya,,

Na Ghairon Ne Tawajja Di, Na Apna kOi Kaam Aaya..

Kaata Hai Aasteen K Saanpon Ne Is Qadar

Kaata Hai Aasteen K Saanpon Ne Is Qadar
Kaata Hai Aasteen K Saanpon Ne Is Qadar,,

Main Saamny Pari Hui Rassi Se Dar Gya..

Saturday 19 December 2015

Aaj Majnu Bi Fida Hai Kisi Sheeree'n Par

Aaj Majnu Bi Fida Hai Kisi Sheeree'n Par
Aaj Majnu Bi Fida Hai Kisi Sheeree'n Par,,

Akeli Laila Pe Ab Guzaara Hota Nahi Us Ka...!!! 

Lafzon Ki Haer Phaer Hai, Zarb-Ul-Misaal Bas

Lafz0n Ki Haer Phaer Hai, Zarb-Ul-Misaal Bas
Lafz0n Ki Haer Phaer Hai, Zarb-Ul-Misaal Bas,,

Sunti Nahi Hain Deewaren, Mat BarBaraiye. 

Friday 18 December 2015

Jis Ghari Chaaho Tum Chaly Aao

Jis Ghari Chaaho Tum Chaly Aao

Jis Ghari Chaaho Tum Chaly Aao,,

Main Koi Chaand Par Nahi Rehta..

ﺟﺲ ﮔﮭﮍﯼ ﭼﺎﮨﻮ تم ﭼﻠﮯ ﺁﺅ

ﻣﯿﮟ ﮐﻮﺋﯽ ﭼﺎﻧﺪ ﭘﺮ نہیں رہتا ۔

Sunday 13 December 2015

Iblees bhi Tujhe Dekhey to Musalman Ho Jaye - Allama Iqbal

Husn-e-Kirdar se Noor-e-Mujassim Ho Ja

Husn-e-Kirdar se Noor-e-Mujassim Ho Ja,

K Iblees bhi Tujhe Dekhey to Musalman Ho Jaye,

Allama Iqbal

Saturday 12 December 2015

December Go Nahi Yousuf, Magar Har Saal Biktaa Hai

December Go Nahi Yousuf, Magar Har Saal Biktaa Hai

Kabhi Nazm0n K TukrOn Mein, Kabhi Aashiq K QissOn Mein,,

December Go Nahi Yousuf, Magar Har Saal Biktaa Hai.

کبھی نظموں کے ٹکڑوں میں، کبھی عاشق کے قصوں میں

دسمبر گو نہیں یوسف مگر ہر سال بکتا ہے 

Friday 11 December 2015

Zidd Pe Aajaon To Phir Khoob Sataa Kar Choron

Zidd Pe Aajaon To Phir Khoob Sataa Kar Choron
Zidd Pe Aajaon To Phir Khoob Sataa Kar Choron,,

Tu Ne Aye Chernay Waaly Mujhe Samjhaa Kya Hai???

ضِد پہ آجاؤں تو پھر خوب ستا کر چھوڑوں 

تو نے اے چھیڑنے والے مجھے سمجھا کیا ہے؟؟

Thursday 10 December 2015

Yaadon Ki Shaal Orrh K Aawaara GarDiya'n

Yaadon Ki Shaal Orrh K Aawaara GarDiya'n
Yaad0n Ki ShaaL Orrh K Aawaara GarDiya'n,,

Kaati Hain Y0un Bhi Hum Ne December Ki SarDiya'n.. 

یادوں کی شال اوڑھ کر آوارہ گردیاں

کاٹی ہیں ہم نے یوں بھی دسمبر کی سردیاں

Monday 7 December 2015

Suno Aankhon Se Parh Lena Wo Sari Un-Kahi Baaten

Romantic Urdu Poetry, Awesome Urdu Poetry
Suno ! Aankhon Se Parh Lena Wo Sari Un-Kahi Baaten

Koi Pooche To Keh Dena ......... Bohat He Raazdari Hai ....!!

Sunday 6 December 2015

Jo Pukaarta Tha Ghari Ghari

Nice Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry
Jo pukarta tha Ghari ghari
Jo jura tha mujhsay lari lari,,,

Koi aisa shaks ager kabhi...
Mujhay bhool jaye to kia karoon ?

Taktay Huay Har Shy Ko Bary Ghor Se Guzray

Lahore Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry
Taktay Huay Har Shy Ko Bary Ghor Se Guzray,,

Hum Bad Tery Jab Kabhi Lahore Se Guzray..

Allama Iqbal Urdu Poetry with English Translation

Allama Iqbal Urdu Poetry Pictures

Ye Sehar Jo Kabhi Farda Hai Kabhi Hai Amroz
Nahin Maloom Ke Hoti Hai Kahan Se Paida

Woh Sehar Jis Se Larazta Hai Shabistan-e-Wujood
Hoti Hai Banda-e-Momin Ki Azan Se Paida

The morn (morning) that shifts so soon tomorrow new,
Whence it comes is only known to few:

The dark abode of being is shook by morn,
Which by Muslimʹs call to prayer is born.

Kaash Tujhe Sardi Ke Mosam Mein Lagy Mohabbat Ki Thand

Sardi Urdu Poetry, Winter Urdu Poetry, Thand Urdu Poetry
Kaash Tujhe Sardi Ke Mosam Mein Lagy Mohabbat Ki Thand,,

Aur Tu Tarap Ke Mujhe Mangay Kambal Ki Tarah..!!

Ye Naghma Fasl-e-Gul-o-Lala Ka Nahin Paband

Allama Iqbal Urdu Poetry
Ye Naghma Fasl-e-Gul-o-Lala Ka Nahin Paband
Bahar Ho Ke Khazan, La Ilaha Illallah

These melodious songs are not confined to time when rose and tulip bloom
Whatever the season of year be "No god but He" must ring till doom.

Thursday 3 December 2015

Main Tery Naaz Youn Uthaaon Ga

Naaz Urdu Poetry, Love Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry

Main Tery Naaz Youn Uthaaon Ga,,

Jaisy Bachy Qasam Uthaaty Hain..

میں تیرے ناز یوں اٹھاوں گا

جیسے بچے قسم اٹھاتے ہیں

Kya December Ne Kaha Tha Mohabbat Kro

December Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Love Urdu Poetry, Winter Urdu Poetry
Kiun Har Baat Pe Log Kosty Hain December Ko,

Kya December Ne Kaha Tha Mohabbat Kro?? :/

Wednesday 2 December 2015

Kaha Us Ne Suno Jaana December Aan Puhncha Hai

December Urdu Poetry, December Poetry, December Shayari, Funny Urdu Poetry
Kaha Us Ne Suno Jaana December Aan Puhncha Hai,,

Kaha Main Ne Suno Jaana'n Mery Ghar Bhi Calendar Hai,

کہا اس نے سنو جاناں دسمبر آن پہنچا ہے
کہا میں نے سنو جاناں میرے گھر بھی کیلنڈر ہے

Bas Ik Meri Baat Nahi Thi Sab Ka Dard December Tha

December Urdu Poetry, December Shayari, Poetry on december, December Urdu shairi

Bass ik meri bat nahi thi, sab ka dard December tha,
Barf k shehar main rehny wala ik ik fard december tha.

Pichly saal k akhir mein bhi hairat main hum teeno thy,
Ik main tha, ik tanhai thi, ik bedard December tha.

Apni apni himmat thi  Aur apni apni qismat thi,!!
Haath kisi k neely thy Aur peela zarrd December tha...

phoolon par tha saktta taari, khushboo sehmi sehmi thi,!!
khof zada tha gulshan saara, dehshat garrd December tha..

yeh jo Teri aankh mai paani, yeh jo Teri baat mai sardi,!!
itna hamen btaoo Tum, kiya Hamdard December tha??..

Bas ik meri baat nahi thi, Sab ka dard December tha,!!
barf k sheher mai rehny walaa, ik ik fardd December tha....

ﺑﺲ ﺍﮎ ﻣﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﯽ ﺳﺐ ﮐﺎ ﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺑﺮﻑ ﮐﮯ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﺭﮨﻨﮯ ﻭﺍﻻ ﺍﮎ ﺍﮎ ﻓﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ

ﭘﭽﮭﻠﮯ ﺳﺎﻝ ﮐﮯ ﺁﺧﺮ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺣﯿﺮﺕ ﻣﯿﮟ ﮨﻢ ﺗﯿﻨﻮﮞ ﺗﮭﮯ
ﺍﮎ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﺎ ﺍﮎ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﮎ ﺑﮯﺩﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﮨﻤﺖ ﺗﮭﯽ ﺍﻭﺭ ﺍﭘﻨﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﻗﺴﻤﺖ ﺗﮭﯽ
ﮬﺎﺗﮫ ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﻧﯿﻠﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﻭﺭ ﭘﯿﻼ ﺫﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﭘﮭﻮﻟﻮﮞ ﭘﺮ ﺗﮭﺎ ﺳﮑﺘﮧ ﻃﺎﺭﯼ ﺍﻭﺭ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﺳﮩﻤﯽ ﺳﮩﻤﯽ ﺗﮭﯽ
ﺧﻮﻓﺰﺩﮦ ﺗﮭﺎ ﮔﻠﺸﻦ ﺳﺎﺭﺍ ﺍﻭﺭ ﺩﮨﺸﺖ ﮔﺮﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ
ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮫ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﻧﯽ ﯾﮧ ﺟﻮ ﺗﯿﺮﯼ ﺑﺎﺕ ﻣﯿﮟ ﺳﺮﺩﯼ
ﺍﺗﻨﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺑﺘﺎﺅ ﺗﻢ ، ﮐﯿﺎ ﮨﻤﺪﺭﺩ ﺩﺳﻤﺒﺮ ﺗﮭﺎ

Rootha Pehle Bhi Tha Magar Ab K Mujhe Lagta Hai

Rootha Pehle Bhi Tha Magar Ab K Mujhe Lagta Hai
Rootha Pehle Bhi Tha Magar Ab K Mujhe Lagta Hai,,

Tum Mery Saamny Aaye To Suno Gy Mujhse..!!

روٹھا پہلے بھی تھا مگر اب کے مجھے لگتا ہے
تم میرے سامنے آئے تو سنو گے مجھ سے

Tuesday 1 December 2015

Wo Jo Aati Hai to Phir Loat K Jaati Hi Nahi

Wo Jo Aati Hai to Loat K Jaati Hi Nahi
Wo Jo Aati Hai to Phir Loat K Jaati Hi Nahi,,

Tum Lipat Jao Kisi Aisi Museebat Ki Trah..

Tum Maathy Pe Bal Daal K Jo Baat Kro Gy

Tum Maathy Pe Bal Daal K Jo Baat Kro Gy
Tum Maathy Pe Bal Daal K Jo Baat Kro Gy,,

To Yaad Rahy Hum Se Bhi Wesi Hi Suno Gy..!!

Husn Ki Har Adaa Se Waqif Hun

Husn Ki Har Adaa Se Waqif Hun
Husn Ki Har Adaa Se Waqif Hun,,

Tum Meri Giraarvin Mohabbat Ho..